<3 <3
Punam ki rat me chand badal jata hai,
Waqt k sath insan badal jata hai,
Sochte hai ki apko tang na kare,
Magar sochte sochte plan badal jata hai..
Dilon ko khareedne wale hazaar mil jayenge,
tumko daga dene wale bar-bar mil jayenge.
Milega na tumko hum jaisa koi,
milne ko to dost beshumar mil jayenge..
Faasle mita kar aapas main pyaar rakhna,.
dosti ka ye rishta hamesha barkaraar rakhna,
bichhad jaaye kabhi aapse hum,
aankhon main hamesha hamara intzaar rakhna…
Hum khudko bhool jaye to koi gamm nahi…
aapko agar bhool jaye woh hum nahi…
chahte hai hum dosto ko jaan se bhi jyada…
unke liye apni jaan bhi chali jaye to koi gamm…
Itna pyaar paya hai aap se,
Uss se zyada pane ko jee chahta hai,
Najane woh kaun si khobi hai aap mein,
Ki aap se dosti nibhane ko jee chahta hai…
Faasle mita kar aapas main pyaar rakhna,.
dosti ka ye rishta hamesha barkaraar rakhna,
bichhad jaaye kabhi aapse hum,
aankhon main hamesha hamara intzaar rakhna…
Kuch dost zindagi me is kadar samil ho jate
he.Agar bhulana chaho to or yad aate he
bas jate he wo dil me is kadar ki
aankhe band karo to samne nazar ate he…
<3 <3